SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab-e-man"
Sher MATCHES FOR "janaab-e-man"
Sher
janaab-e-shaiKH samajhte hai.n KHuub rindo.n ko
janaab-e-shaiKH ko ham bhii magar samajhte hai.n
Ghulam Rabbani Taban
Sher
Kaif Bhopali
Sher
Saail Dehlvi
Sher
vo jis ko pa.Dhtaa nahii.n ko.ii bolte sab hai.n
janaab-e-'miir' bhii kaisii zabaan chho.D ga.e
Anwar Jalalpuri
Sher
kis ko samjhaane lage aap janaab-e-naaseh
mai.n to naadaa.n huu.n magar aap to naadaan nahii.n
Abdul Hamid Adam
Sher
sach hai is ek parde me.n chhupte hai.n laakh aib
ya.anii janaab-e-shaiKH kii daa.Dhii daraaz hai
Hafeez Jaunpuri
Sher
janaab-e-shaiKH ko suujhe na phir haraam o halaal
abhii piye.n jo mile muft kii sharaab kahii.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Shaad Aarfi
Sher
uThaa hijaab to bas diin-o-dil diye hii banii
janaab-e-shaiKH ko da.avaa thaa paarsaa.ii kaa
Ismail Merathi
Sher
namaaz-e-sub.h vo hii pa.Dh rahe the ka.abe me.n
janaab-e-'mehr' jo mandir me.n the pujaarii raat
Hatim Ali Mehr
Sher
Nooh Narvi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Natiq Gulavthi
Sher
Saail Dehlvi
Sher
Munawwar Rana
Sher
ishq kii dastaras me.n kuchh bhii nahii.n
jaan-e-man! mere bas me.n kuchh bhii nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Sher
bas mohabbat bas mohabbat bas mohabbat jaan-e-man
baaqii sab jazbaat kaa iz.haar kam kar diijiye