SEARCH RESULTS
Showing search results for "janaab-e-man"
Ghazal MATCHES FOR "janaab-e-man"
Ghazal
ye jo suraahii jaam gha.De hai.n janaab-e-man
KHaalii kisii sabab se pa.De hai.n janaab-e-man
Ikram Arfi
Ghazal
tanhaa.iyo.n kaa jashn manaane janaab-e-man
'ahmar' tumhaarii bazm me.n aa.e.nge phir kabhii
Ahmar Nadeem
Ghazal
janaab-e-man mire shero.n kaa ehtiraam kare.n
ye meraa haath baTaate hai.n bain karte hai.n
Vipul Kumar
Ghazal
ye jo bhii ho bahaar nahii.n hai janaab-e-man
kis vahm me.n hai.n dekhne vaale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kyo.n ho rahe hai.n aag-baguulaa janaab-e-man
ham ne to mahz haal hii puuchhaa janaab kaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
hu.aa nahii.n kabhii cha.ngezii daur me.n jo sitam
janaab-e-man vo hu.aa hai tumhaarii bastii me.n
Abdur Rauf Makhfi
Ghazal
tum hii ne to ye dard diyaa hai janaab-e-man
tum se hamaare dard kaa darmaan ho chukaa
Shuja Khaavar
Ghazal
ye jii me.n hai ki mohabbat kaa baab likhkuu.ngii
janaab-e-man ko mai.n aalii-janaab likkhuu.ngii
Raziya Subhan
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
yaa to mirii bastii ke sabhii log hai.n andhe
yaa halqa-e-aafaaq me.n suuraj kii kamii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jis ne kuchh ehtiyaat javaanii me.n kii nahii.n
aql-e-saliim kahtii hai vo aadmii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ta.amiil-e-hukm-e-rab me.n hai.n masruuf raat-din
is vaaste ye shams-o-qamar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
janaab-e-aKHtar-e-jaa.n-daada-e-ruKH-e-gul ko
imaam-e-vaqt banaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
janaab-e-shaah-e-Gulaam-alii valii-allaah
KHudaa ke fazl-o-karam se hai 'aish' piir apnaa