SEARCH RESULTS
Showing search results for "jism-dar-jism"
Sher MATCHES FOR "jism-dar-jism"
Sher
aah vo dil ki jise dard kii lazzat na milii
haa.e vo dard ki jis kaa hu.aa armaa.n mujh ko
Basit Bhopali
Sher
vo dard uThaa dil me.n ki jis dard kaa darmaa.n
gar ho na pas-e-lafz to miltaa hai sar-e-daar
Shahnawaz Farooqi
Sher
ham vo daraKHt hai.n ki jise dam-ba-dam ajal
arra idhar dikhaatii hai uudhar tabar qazaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
rakhtaa hai qadam naaz se jis dam tuu zamii.n par
kahte hai.n farishte tujhe jai arsh-e-barii.n par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
'Gaalib' vo shaKHs thaa hama-daa.n jis ke faiz se
ham se hazaar hech-madaa.n naamvar hu.e
Hargopal Tafta
Sher
yaad hai qissa-e-Gam kaa mujhe har lafz abhii
haal jis dard kaa jis ranj kaa jab se puuchho
Anjum Irfani
Sher
mai.n apne jism ke andar na dafn ho jaa.uu.n
mujhe vajuud ke girte hu.e makaa.n se nikaal
Jeem Jazil
Sher
zindagii tujh ko tire dard ke har ik pal ko
ham ne jis tarah guzaaraa hai KHudaa jaantaa hai
Jeem Jazil
Sher
dar-haqiiqat ittisaal-e-jism-o-jaa.n hai zindagii
ye haqiiqat hai ki arbaab-e-himam ke vaaste
Aatish Bahawalpuri
Sher
KHushnumaa diivaar-o-dar ke KHvaab hii dekhaa kiye
jism sahraa zehn viiraa.n aa.nkh giilii ho ga.ii
Abrar Azmi
Sher
Nafas Ambalvi
Sher
ik dard-e-mohabbat hai ki jaataa nahii.n varna
jis dard kii Dhuu.nDe ko.ii duniyaa me.n davaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Aziz Nabeel
Sher
sun ke merii marg bole mar gayaa achchhaa hu.aa
kyaa buraa lagtaa thaa jis dam saamne aa jaa.e thaa
Momin Khan Momin
Sher
hai mas.ale kaa hal ye usii dar pe jaa.uu.n mai.n
jis dar pe ab mai.n jaane ke qaabil nahii.n rahaa
Shahnawaz Farooqi
Sher
shohrat kii bulandii bhii pal bhar kaa tamaashaa hai
jis Daal pe baiThe ho vo TuuT bhii saktii hai