SEARCH RESULTS
Showing search results for "jism-dar-jism"
Ghazal MATCHES FOR "jism-dar-jism"
Ghazal
ab jo mai.n KHaak hu.aa huu.n to havaa ho ga.e hai.n
jism-dar-jism miraa saath nibhaane vaale
Vipul Kumar
Ghazal
ek diivaar thii KHushbuu kii jo haa.il hii rahii
jism-dar-jism mire saamne aayaa ko.ii
Kailash Mahir
Ghazal
jism-dar-jism jo dariyaa-e-tasalsul hai ravaa.n
usii dariyaa-e-tasalsul kaa numaa.inda huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
bure bhale se kisii ke Garaz nahii.n 'be-gun'
hamaaraa jism hai yaa.n jaan kuu-e-yaar me.n hai
Sipah Daar Khan Begun
Ghazal
Iftikhar Naseem
Ghazal
KHaamushii jis dam fazaa me.n raqs farmaane lagii
phuul par shabnam ke girne kii sadaa aane lagii
Shakeel Haidar
Ghazal
sab phuul uThaa laa.e the jis daam me.n aa.e
sad-shukr mire bheje hu.e kaam me.n aa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
jis dam qafas me.n mausam-e-gul kii KHabar ga.ii
ik baar qaidiyo.n pe qayaamat guzar ga.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
Khalid Siddiqui
Ghazal
KHaak ne apnaa tasallut thaa jamaayaa jis dam
mai.n ne aflaak ko socho.n se uThaayaa jis dam
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
jis dam tire kuuche se ham aan nikalte hai.n
har gaam pe dahshat se be-jaan nikalte hai.n
Asifud Daula
Ghazal
KHaak ko jis dam jauhar kaa idraak hu.aa
zarra zamii.n se uTThaa aur aflaak hu.aa
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
sadaf huu.n lahre.n dar-e-jism khaTkhaTaatii hai.n
kanaar-e-aab vo gauhar pukaartaa hai mujhe