SEARCH RESULTS
Showing search results for "junuu.n-kaar"
Sher MATCHES FOR "junuu.n-kaar"
Sher
is kaar-e-aagahii ko junuu.n kah rahe hai.n log
mahfuuz kar rahe hai.n fazaa me.n sadaa.e.n ham
Azhar Inayati
Sher
dekhiye rusvaa na ho jaa.e kahii.n kaar-e-junuu.n
apne diivaane ko ik patthar to maare jaa.iye
Haneef Akhgar
Sher
shaa.irii kaar-e-junuu.n hai aap ke bas kii nahii.n
vaqt par bistar se uThiye vaqt par so jaa.iye
Javed Saba
Sher
KHaak-e-sahraa-e-junuu.n narm hai resham kii tarah
aabla hai na ko.ii aabla-paa mere ba.ad
Shahzad Ahmad
Sher
hai miraa zabt-e-junuu.n josh-e-junuu.n se ba.Dh kar
na.ng hai mere liye chaak-e-garebaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
Ajmal Siddiqui
Sher
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
ko.ii sarkaar junuu.n kii nahii.n laazim naa.eb
kaam jitne hai.n vo sab aap hii kar letaa hai
Insha Allah Khan Insha
Sher
junuu.n kaa paa.nv paka.D kar KHirad bahut ro.ii
tirii galii se jo sahraa kii raah lii mai.n ne
Bahauddin Kaleem
Sher
us se ba.Dh kar kiyaa milegaa aur in.aam-e-junuu.n
ab to vo bhii kah rahe hai.n apnaa diivaana mujhe
Hafeez Banarasi
Sher
Tauheed Zeb
Sher
Tauheed Zeb
Sher
chashma-e-naab na ba.Dh kar junuu.n sailaab bane
bah na jaa.e ki ye miTTii kaa makaa.n hai ab ke
Razi Raziuddin
Sher
tez rakhiyo sar-e-har-KHaar ko ai dasht-e-junuu.n
shaayad aa jaa.e ko.ii aabla-paa mere ba.ad
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
mire junuu.n ko havas me.n shumaar kar legaa
vo mere tiir se mujh ko shikaar kar legaa