SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafirii"
Sher MATCHES FOR "kaafirii"
Sher
buto.n se tujh ko umiide.n KHudaa se naumiidii
mujhe bataa to sahii aur kaafirii kyaa hai
Allama Iqbal
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Ahmad Faraz
Sher
kaafirii ishq kaa sheva hai magar tere liye
is na.e daur me.n ham phir se musalmaa.n ho.nge
Baqar Mehdi
Sher
Siraj Lakhnavi
Sher
allaah-re kaafirii tire tarz-e-KHiraam kii
naqsh-e-qadam se kar diyaa ka.abe ko somnaat
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
dushmanii jam kar karo lekin ye gunjaa.ish rahe
jab kabhii ham dost ho jaa.e.n to sharminda na ho.n
Bashir Badr
Sher
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
tum ne kiyaa na yaad kabhii bhuul kar hame.n
ham ne tumhaarii yaad me.n sab kuchh bhulaa diyaa
Bahadur Shah Zafar
Sher
vo aa.e ghar me.n hamaare KHudaa kii qudrat hai
kabhii ham un ko kabhii apne ghar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke baavajuud
mahsuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Sher
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Sher
aa.e to yuu.n ki jaise hamesha the mehrbaan
bhuule to yuu.n ki goyaa kabhii aashnaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Sher
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa