SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaafirii"
Ghazal MATCHES FOR "kaafirii"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
buto.n se tujh ko umiide.n KHudaa se naumiidii
mujhe bataa to sahii aur kaafirii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tire jamaal-e-haqiiqat kii taab hii na hu.ii
hazaar baar nigah kii magar kabhii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHudaa-o-ahrman badle vo iimaan-e-du.ii badlaa
huduud-e-KHair-o-shar badle mazaaq-e-kaafirii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
is ko jannat me.n qadam rakhne pe hai paabandiyaa.n
jis kisii bad-zehn kii bhii kaafirii poshaak hai
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
ishq-e-sanam namaaz hai hai yahii zindagii mirii
dil hai miraa sanam-kada diin hai meraa kaafirii
Fana bulandshahri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa KHabar thii ki kabhii be-sar-o-saamaa.n ho.nge
fasl-e-gul aate hii is tarh se viiraa.n ho.nge
Baqar Mehdi
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
ai hasii.n la.Dkii tumhaare husn ke lazzat parast
kaafirii se sar bachaa kar shaa.irii tak aa ga.e
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
ai dost ham se kufr-e-mohabbat kaa dars le
asraar-e-kaafirii na but-e-barhaman se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
kaafirii sehr na thii 'ishq-e-butaa.n khel na thaa
ba-KHudaa mai.n to isii se use mushkil samjhaa