SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamar-basta"
Sher MATCHES FOR "kamar-basta"
Sher
Azhar Bakhsh Azhar
Sher
ham se paa.ii nahii.n jaatii kamar us kii ai zulf
tuu hii kuchh raah bataa de to kamar paidaa ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
shahr-e-dil ek muddat uj.Daa basaa Gamo.n me.n
aaKHir ujaa.D denaa us kaa qaraar paayaa
Meer Taqi Meer
Sher
ek dil hai ki uja.D jaa.e to bastaa hii nahii.n
ek but-KHaana hai uj.De to haram hotaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Sher
aasaan kis qadar hai samajh lo miraa pata
bastii ke baad pahlaa jo viiraana aa.egaa
Hakeem Nasir
Sher
naama-bar tuu hii bataa tuu ne to dekhe ho.nge
kaise hote hai.n vo KHat jin ke javaab aate hai.n