SEARCH RESULTS
Showing search results for "kanastar"
Sher MATCHES FOR "kanastar"
Sher
Allama Iqbal
Sher
apne sivaa nahii.n hai ko.ii apnaa aashnaa
dariyaa kii tarah aap hai.n apne kanaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Sher
girte rahe nujuum andhere kii zulf se
shab bhar rahii.n KHamoshiyaa.n saayo.n se ham-kanaar
Adil Mansuri
Sher
aaGosh sii.n sajan ke haman kuu.n kiyaa kanaar
maaru.ngaa is raqiib kuu.n chha.Diyo.n se god god
Abroo Shah Mubarak
Sher
jannat kii ne.amato.n kaa mazaa vaa.izo.n ko ho
ham to hai.n mahv lazzat-e-bos-o-kanaar me.n
Hatim Ali Mehr
Sher
kanaar-e-aab havaa jab bhii sansanaatii hai
nadii me.n chupke se ik chiiKH Duub jaatii hai
Musavvir Sabzwari
Sher
muddat se ishtiyaaq hai bos-o-kanaar kaa
gar hukm ho shuruu.a kare apnaa kaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
vo ek raat to mujh se alag na so.egaa
hu.aa jo lazzat-e-bos-o-kanaar se vaaqif
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
halqa-e-dil se na niklo ki sar-e-khuucha-e-KHaak
aish jitne hai.n isii kunj-e-kam-aasaar me.n hai.n
Arshad Abdul Hamid
Sher
bos-o-kanaar ke liye ye sab fareb hai.n
iz.haar-e-paak-baazii o zauq-e-nazar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
tumhaare hone kaa shaayad suraaG paane lage
kanaar-e-chashm ka.ii KHvaab sar uThaane lage
Akhtar Razaa Saleemi
Sher
hamesha mai-kade me.n KHush-qado.n kaa majma.a hai
hazaaro.n sarv lage hai.n kanaar-e-juu-e-sharaab
Muneer Shikohabadi
Sher
tamaam umr jise mai.n ubuur kar na sakaa
daruun-e-zaat mire be-kanaar saa kuchh hai