SEARCH RESULTS
Showing search results for "kanastar"
Nazm MATCHES FOR "kanastar"
Nazm
sharir bachche
sofo.n pe KHuub kuude.n uudham bahut machaa.e.n
mil jaa.e jo kanastar phir Dhol ham bajaa.e.n
Zafar Kamali
Nazm
jawab-e-shikwa
tum ho guftaar saraapaa vo saraapaa kirdaar
tum taraste ho kalii ko vo gulistaa.n ba-kanaar
Allama Iqbal
Nazm
KHwabon ke byopari
kuchh zaKHmii KHvaab the kaa.nTo.n par
kuchh KHaakistar se kajre the
Ahmad Faraz
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
jitnii shaamo.n kaa sonaa hai
us ko KHaakistar honaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
KHizr-e-rah
aur KHaakistar se aap apnaa jahaa.n paidaa kare
zindagii kii quvvat-e-pinhaa.n ko kar de aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii kii aag kaa anjaam KHaakistar nahii.n
TuuTnaa jis kaa muqaddar ho ye vo gauhar nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
kangan
mai.n tire jism ke aa.ngan me.n khanaktaa hotaa
kuchh nahii.n to yahii be-naam saa bandhan hotaa
Wasi Shah
Nazm
o des se aane wale bata
barkhaa ke samay lahraate hai.n
kyaa ab bhii kanaar-e-dariyaa par
Akhtar Shirani
Nazm
bahut dinon baad
ki mai.n to terii talaash ke be-kanaar sahraa me.n
vahm ke be-amaa.n baguulo.n ke vaar sah kar
Mohsin Naqvi
Nazm
yaksui
zindagii sho.ala-e-be-baak banaa lo apnii
KHud ko KHaakistar-e-KHaamosh banaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
main aur main!
ahd ki dono.n ek hii aag me.n jalte rahe.nge
aag ki jis me.n jal kar jism hu.aa KHaakistar