SEARCH RESULTS
Showing search results for "karam-kaagaz"
Sher MATCHES FOR "karam-kaagaz"
Sher
yak-qalam kaaGaz-e-aatish-zada hai safha-e-dasht
naqsh-e-paa me.n hai tab-e-garmii-e-raftaar hunuuz
Mirza Ghalib
Sher
kaaGaz kii kashtiyaa.n bhii bahut kaam aa.e.ngii
jis din hamaare shahr me.n sailaab aa.egaa
Shahryar
Sher
is tarah roz ham ik KHat use likh dete hai.n
ki na kaaGaz na siyaahii na qalam hotaa hai
Wali Aasi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
jis ne yaaro mujh se da.avaa sher ke fan kaa kiyaa
mai.n ne le kar us ke kaaGaz aur qalam aage dharaa