SEARCH RESULTS
Showing search results for "karam-kaagaz"
Ghazal MATCHES FOR "karam-kaagaz"
Ghazal
har qadam khaa.egaa Thokar na dikhaa.ii degaa
aa.nkh ho band to patthar na dikhaa.ii degaa
Naushad Ashhar
Ghazal
yak-qalam kaaGaz-e-aatish-zada hai safha-e-dasht
naqsh-e-paa me.n hai tab-e-garmii-e-raftaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
is tarah roz ham ik KHat use likh dete hai.n
ki na kaaGaz na siyaahii na qalam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
vaqt kai bosiida kaaGaz pe raqam hone ko hai
lamha-e-maujuud agle pal jo kam hone ko hai
Abhinandan Pandey
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
navaaztaa hai vo kaaGaz ko naGmagii kii ridaa
vafaa kaa zikr jo karne qalam nikaltaa hai
Noman Anwar
Ghazal
achchhii lagii.n kitaabo.n me.n baate.n usuul kii
un par amal kiyaa hai yahii ham ne bhuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
Guncha-e-vasl sar-e-shaam khilaa de aa kar
hijr kii rut me.n ko.ii muzhda sunaa de aa kar
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
Mohammad Ishtiyaaq Aalam
Ghazal
yaad aa.ii hai tumhe.n us kii kahaanii 'maKHmuur'
KHuu.n ugaltaa hai jo kaaGaz pe qalam aaj kii raat
Yunus Makhmoor
Ghazal
aisaa bhii ik shafiiq mire dosto.n me.n hai
jis ke karam kaa 'aks mire aa.nsu.o.n me.n hai
Akhtar Asif
Ghazal
raushnaa.ii-o-zabaa.n tohfa kare qissa bayaa.n
jis gha.Dii hote hai.n kaaGaz-o-qalam chaaro.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Imran Saghar
Ghazal
ashk mere hai.n magar diida-e-nam hai us kaa
ye jo ho.nTo.n pe tabassum hai karam hai us kaa
Baqar Mehdi
Ghazal
mere kaase ko hai bas chaar hii sikko.n kii talab
ishq ho vaqt ho kaaGaz ho qalam ho aamiin
Rehman Faris
Ghazal
Azm Shakri
Ghazal
charaaG us ne bujhaa bhii diyaa jalaa bhii diyaa
ye merii qabr pe manzar nayaa dikhaa bhii diyaa