SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatam e"
Sher MATCHES FOR "khatam e"
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
afsaana-go ko yaad nahii.n KHatm-e-daastaa.n
chhe.Dii hai us ne zulf-e-shikan-dar-shikan kii baat
Firaq Gorakhpuri
Sher
Noon Meem Rashid
Sher
vaa.iz KHataa-mu.aaf ki rindaan-e-mai-kada
dil ke sivaa kisii kaa kahaa maante nahii.n
Karam Hyderabadi
Sher
sham.a jalte hii yahaa.n hashr kaa manzar hogaa
phir ko.ii paa na sakegaa KHabar-e-parvaana
Shahzad Ahmad
Sher
dost dil rakhne ko karte hai.n bahaane kyaa kyaa
roz jhuuTii KHabar-e-vasl sunaa jaate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
abhii se achchhaa hu.aa raat so ga.ii varna
kabhii to KHatm-e-safar ratjage kaa honaa thaa
Yasmeen Habeeb
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
sardii bhii KHatm ho ga.ii barsaat bhii ga.ii
aur is ke saath garmi-e-jazbaat bhii ga.ii
Shuja Khaavar
Sher
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
ek tumhaarii yaad ne laakh diye jalaa.e hai.n
aamad-e-shab ke qabl bhii KHatm-e-sahar ke baad bhii
Ali Jawad Zaidi
Sher
Noon Meem Rashid
Sher
puuraa kare.nge holii me.n kyaa vaada-e-visaal
jin ko abhii basant kii ai dil KHabar nahii.n