SEARCH RESULTS
Showing search results for "kholte"
Sher MATCHES FOR "kholte"
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
kyaa log hai.n ki dil kii girah kholte nahii.n
aa.nkho.n se dekhte hai.n magar bolte nahii.n
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
kyaa badan hogaa ki jis ke kholte jaame kaa band
barg-e-gul kii tarah har naaKHun mo.attar ho gayaa
Inamullah Khan Yaqeen
Sher
hame.n KHabar thii zabaa.n kholte hii kyaa hogaa
kahaa.n kahaa.n magar aa.nkho.n pe haath rakh lete
Aashufta Changezi
Sher
hazaar barq gire laakh aa.ndhiyaa.n uTThe.n
vo phuul khil ke rahe.nge jo khilne vaale hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
aa.e the ha.nste khelte mai-KHaane me.n 'firaaq'
jab pii chuke sharaab to sanjiida ho ga.e
Firaq Gorakhpuri
Sher
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Sher
Asghar Gondvi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
so dekh kar tire ruKHsaar o lab yaqii.n aayaa
ki phuul khilte hai.n gulzaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Sher
so jaate hai.n footpath pe aKHbaar bichhaa kar
mazduur kabhii nii.nd kii golii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Sher
Jaun Eliya
Sher
sun to sahii jahaa.n me.n hai teraa fasaana kyaa
kahtii hai tujh ko KHalq-e-KHudaa Gaa.ebaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Sher
na gul khile hai.n na un se mile na mai pii hai
ajiib rang me.n ab ke bahaar guzrii hai