SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisht-e-za.afraa.n"
Sher MATCHES FOR "kisht-e-za.afraa.n"
Sher
Allama Iqbal
Sher
is zamaane kii ajab tishna-labii hai ai 'zafar'
pyaas us kii sirf bujhtii hai hamaare KHuun se
Zafar Kamali
Sher
jhuuT bolaa hai to qaa.em bhii raho us par 'zafar'
aadmii ko saahab-e-kirdaar honaa chaahiye
Zafar Iqbal
Sher
Zafar Iqbal
Sher
aaKHir 'zafar' hu.aa huu.n manzar se KHud hii Gaa.eb
usluub-e-KHaas apnaa mai.n aam karte karte
Zafar Iqbal
Sher
ye ibtidaa thii ki mai.n ne use pukaaraa thaa
vo aa gayaa thaa 'zafar' us ne intihaa kii thii
Sabir Zafar
Sher
ye bhii mumkin hai ki is kaar-gah-e-dil me.n 'zafar'
kaam ko.ii kare aur naam kisii kaa lag jaa.e
Zafar Iqbal
Sher
baazaar-e-bosa tez se hai tez-tar 'zafar'
ummiid to nahii.n ki ye mah.ngaa.ii KHatm ho
Zafar Iqbal
Sher
Sabir Zafar
Sher
Zafar Hameedi
Sher
Ahmad Zafar
Sher
ilaaj-e-ahl-e-sitam chaahiye abhii se 'zafar'
abhii to sang zaraa faasle pe girte hai.n
Sabir Zafar
Sher
kyuu.n tiirgii se is qadar maanuus huu.n 'zafar'
ik sham-e-rah-guzaar ki sahar tak jalii bhii hai
Ahmad Zafar
Sher
mai.n KHvaab-e-sabz thaa dono.n ke darmiyaan 'zafar'
ki aasmaa.n thaa sunahraa zamiin bhuurii thii
Zafar Iqbal
Sher
mai.n zad pe tiiro.n ke KHud aa gayaa huu.n aaj 'zafar'
tire nishaane ko aasaan kar diyaa mai.n ne