SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisht-e-za.afraa.n"
Ghazal MATCHES FOR "kisht-e-za.afraa.n"
Ghazal
dharaa ujlii shafaq me.n nuur thaa jis se
gagan par aaj kisht-e-za.afraa.n the ham
Hema Kandpal Hiya
Ghazal
kisht-e-za.afraa.n ho kar har-nafas mahak uTThe
mere pyaar kii KHushbuu ghol do havaa.o.n me.n
Saeedullah Shad
Ghazal
shu.uur-o-fikr kii tajdiid kaa gumaa.n to hu.aa
chalo ki fan kaa ufuq kisht-e-za.afraa.n to hu.aa
Farhat Qadri
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
baaG-o-bahaar hai vo mai.n kisht-e-za.afraa.n huu.n
jo lutf ik idhar hai to yaa.n bhii ik samaa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaado.n ke sabz paude ugaane do mujh ko tum
kisht-e-umiid ke hai.n ye asbaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ba.Dhaa fikr me.n rang zardi-e-ruKH se
ye itr-e-gul-e-za.afraa.n khii.nchte hai.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
Farhat Nadir Rizwi
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
dil se havaa-e-kisht-e-vafaa miT ga.ii ki vaa.n
haasil sivaa.e hasrat-e-haasil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu barg-e-gayaa hai na vahii ahl-e-KHirad raa
o kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
Allama Iqbal
Ghazal
kisht-e-dayaar-e-sub.h se taare ugaa.uu.n mai.n
jii chaahtaa hai nit-na.e manzar dikhaa.uu.n mai.n
Saeed Shariq
Ghazal
hamaarii kisht-e-dil-o-jaa.n se us kii mizhgaa.n tak
ye silsile tire ai chashm-e-tar ga.e ho.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
Sahar Ansari
Ghazal
kyaa kisht-e-shab-e-hijr harii ho ki yahaa.n to
ik buu.nd lahuu-ra.ng kii bo bhii na sake ham
Ahmad Azeem
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
mujhe yaqiin hai ek roz mere aa.ngan me.n
bikher jaa.egii KHushbuu-e-za.afraan havaa