SEARCH RESULTS
Showing search results for "kun faya kun"
Sher MATCHES FOR "kun faya kun"
Sher
Faiyaz Aswad
Sher
kar qatl mujhe un ne aalam me.n bahut Dhuu.nDaa
jab mujh saa na ku.i paayaa jallaad bahut royaa
Taban Abdul Hai
Sher
palko.n par apnii kaun mujhe ab sajaa.egaa
mai.n huu.n vo rang jo tire paikar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
log mujh ko mire aaha.ng se pahchaan ga.e
kaun badnaam rahaa shahr-e-suKHan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Sher
Fay Seen Ejaz
Sher
Fay Seen Ejaz
Sher
namak aataa nahii.n hai raas sab dil ke mariizo.n ko
bataa aise tiraa chehra salonaa kaun dekhegaa
Fay Seen Ejaz
Sher
Fay Seen Ejaz
Sher
fazaa hai tiira o taariik aur us kaa KHayaal
na jaane kaun sii duniyaa me.n jaa ke soyaa hai
Arshad Siddiqui
Sher
kis kii KHushbuu se mo'attar ye fazaa hone lagii
gul-badan kaun ye guzraa hai galii se merii
Faisal Qadri Gunnauri
Sher
Ahmad Mushtaq
Sher
Saghar Siddiqui
Sher
kyuu.n na firdaus me.n dozaKH ko milaa le.n yaa-rab
sair ke vaaste tho.Dii sii fazaa aur sahii
Mirza Ghalib
Sher
ham fanaa-nasiibo.n ko aur kuchh nahii.n aataa
KHuu.n sharaab kar lenaa jism jaam kar lenaa