SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushta-e-tagaaful"
Sher MATCHES FOR "kushta-e-tagaaful"
Sher
kushta-e-ra.ng-e-hinaa huu.n mai.n ajab is kaa kyaa
ki mirii KHaak se meh.ndii kaa shajar paidaa ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
kushta-e-zabt-e-fuGaa.n naGma-e-be-saaz-o-sadaa
uf vo aa.nsuu jo lahuu ban ke Tapaktaa hogaa
Haneef akhgar
Sher
ghaaT par talvaar ke nahlaa.iiyo mayyat mirii
kushta-e-abruu huu.n mai.n kyaa Gusl-KHaana chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
KHud-ba-KHud apnaa janaaza hai ravaa.n
ham ye kis ke Kushta-e-raftaar hai.n
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
Rasheed lakhnavi
Sher
tumhaare sa.ng-e-taGaaful kaa kyuu.n kare.n shikva
is aa.ine kaa muqaddar hii TuuTnaa hogaa
Abdul Hafiz Naeemi
Sher
go ek aziyyat hai tiraa rang-e-taGaaful
ye rang kisii aur pe sajtaa bhii nahii.n KHair
Hamida Shaheen
Sher
mai.n chalaa aayaa tiraa husn-e-taGaaful le kar
ab tirii anjuman-e-naaz me.n rakkhaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Sher
Abroo Shah Mubarak
Sher
hai vahaa.n shaan-e-taGaaful ko jafaa se bhii gurez
iltifaat-e-nigah-e-yaar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
avval avval KHuub dau.Dii kashtii-e-ahl-e-havas
aaKHir aaKHir Duub marne kaa maqaam aa hii gayaa
Natiq Gulavthi
Sher
Dattatriya Kaifi
Sher
rindo.n ko paabandii-e-duniyaa kahaa.n
kashtii-e-mai ko nahii.n la.ngar kii chaah