SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushta-e-tagaaful"
Ghazal MATCHES FOR "kushta-e-tagaaful"
Ghazal
jaate hai.n ham-safiir chaman ko par ek mai.n
yaa.n kushta-e-taGaaful-e-sayyaad rah gayaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
maar Daalaa tirii ik tarz-e-taGaaful ne mujhe
aur tajdiid-e-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
kyuu.n na vahshat-e-Gaalib baaj-KHvaah-e-taskii.n ho
kushta-e-taGaaful ko KHasm-e-KHuu.n-bahaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taGaaful ek bharam thaa Guruur-e-jaanaa.n kaa
mirii nigaah-e-mohabbat kaa ramz paa hii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jo kushta-e-teG-e-nigah-e-yaar hai.n un par
kuchh kaargar ejaaz-e-masiihaa nahii.n hotaa
Aish Dehlvi
Ghazal
mai.n to huu.n kushta-e-abruu-e-but-e-mus.haf-e-ruu
muu-qalam se mire turbat pe likho bismillaah
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
vo kushta-e-rah-e-saut-o-sadaa hu.aa shaayad
vo ek lafz thaa jis kaa hisaar sannaaTaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
aaj tak aavaaz aatii hai dahaan-e-gor se
hai ye madfan kushta-e-teG-e-lab-e-taqriir kaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
ham ghar hii me.n rahte to tamaashaa to na hote
yuu.n kushta-e-be-daad-e-zamaana to na hote
Arsh Siddiqui
Ghazal
dil se gard-e-Gam-e-kaunain to dho.ii jaatii
kaash ham kushta-e-shamshiir-e-do-naabii hote
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
shikva-aaluud nasiihat nahii.n achchhii naaseh
aap hai.n kushta-e-bedaad-e-sitamgaar ki ham