SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa-muntahaa"
Sher MATCHES FOR "laa-muntahaa"
Sher
mohabbat apne liye jin ko muntaKHab kar le
vo log mar ke bhii marte nahii.n mohabbat me.n
Saleem Kausar
Sher
ba.ad marne ke Thikaane lag ga.ii miTTii mirii
KHaak se aashiq kii kyaa kyaa yaar ke saaGar bane
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
ai mire paayaab dariyaa tujh ko le kar kyaa karuu.n
naaKHudaa patvaar kashtii baadbaa.n rakhte hu.e
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
ham ne to luT ke mohabbat kii rivaayat rakh lii
un se to pochhiye vo kis liye pachhtaate rahe
Mustafa Zaidi
Sher
aisaa na ho ye dard bane dard-e-laa-davaa
aisaa na ho ki tum bhii mudaavaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Sher
allaah tere haath hai KHuddaariyo.n kii laaj
daanista haadsaat se Takraa gayaa huu.n mai.n
Mustafa Rahi
Sher
sub.h tak jaane kahaa.n mujh ko u.Daa kar le jaa.e
ek aa.ndhii jo sar-e-shaam chalii hai mujh me.n
Mustafa Shahab
Sher
jis lab ke Gair bose le.n us lab se 'sheftaa'
kambaKHt gaaliyaa.n bhii nahii.n mere vaaste