SEARCH RESULTS
Showing search results for "laa-muntahaa"
Ghazal MATCHES FOR "laa-muntahaa"
Ghazal
'jamiil' laakh buraa hai magar tumhaaraa hai
tum us kii laaj sar-e-hashr mustafaa rakhnaa
Mustafa Jameel
Ghazal
kahaa.n se kahaa.n laa.ii qismat mirii
kis aafat me.n mai.n mubtalaa ho gayaa
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
mai.n KHud hii mubtalaa-e-Gam-e-laa-'ilaaj huu.n
laa.uu.n kahaa.n se dard kaa darmaa.n tire liye
Brijes Talat Nizamii
Ghazal
chingaariyo.n ko KHuun se ThanDaa kiyaa gayaa
mat puuchh tere 'ishq me.n kyaa kyaa kiyaa gayaa
Mujtaba Shahroz
Ghazal
qadmo.n se mere gard-e-safar kaun le gayaa
manzil pe raaste kii KHabar kaun le gayaa
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
muntahaa-e-zauq-e-sajda ye ki ik paiham fareb
kufr tak le aa.ii takmiil-e-musalmaanii mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
talvaar khii.nchte hu.e paayaa gayaa mujhe
qaatil banaa ke hosh me.n laayaa gayaa mujhe