SEARCH RESULTS
Showing search results for "laala-e-sahraa.ii"
Sher MATCHES FOR "laala-e-sahraa.ii"
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
qabaa-e-laala-o-gul me.n jhalak rahii thii KHizaa.n
bharii bahaar me.n royaa kiye bahaar ko ham
Meer Taqi Meer
Sher
qafas se chhuT ke vatan kaa suraaG bhii na milaa
vo ra.ng-e-laala-o-gul thaa ki baaG bhii na milaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
qafas se chhuT ke vatan kaa suraaG bhii na milaa
vo rang-e-la.ala-o-gul thaa ki baaG bhii na milaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
Sahba Akhtar
Sher
tamaam laala o gul ke charaaG raushan hai.n
shajar shajar pe shaguufo.n me.n jal rahii hai havaa
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
Sikandar Ali Wajd
Sher
Mirza Ghalib
Sher
jin ke lahuu se daaman-e-sahraa hai laala-rang
ai nargis-e-chaman tire biimaar vo bhii hai.n
Masood Akhtar Jamal
Sher
Sahba Akhtar
Sher
Asar Sahbai
Sher
na puuchh haal miraa chob-e-KHushk-e-sahraa huu.n
lagaa ke aag mujhe kaarvaa.n ravaana hu.aa
Haidar Ali Aatish
Sher
sitam-e-garmii-e-sahraa mujhe ma.aluum na thaa
KHushk ho jaa.egaa dariyaa mujhe ma.aluum na thaa
Kamal Jafari
Sher
vahshat me.n bhii minnat-kash-e-sahraa nahii.n hote
kuchh log bikhar kar bhii tamaashaa nahii.n hote