SEARCH RESULTS
Showing search results for "laala-e-sahraa.ii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laala-e-sahraa.ii"
Ghazal
jalva-e-husn ko mahruum-e-tamaashaa.ii kar
be-niyaazii sifat-e-laala-e-sahraa.ii kar
Hafeez Jalandhari
Ghazal
vo dahaktaa hu.aa paikar vo achhuutii ra.ngat
chuum le jaise ko.ii laala-e-sahraa.ii ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
dono.n ke muqaddar kii gardish hii niraalii hai
ye qalb thakaa-haaraa vo laala-e-sahraa.ii
Shuja
Ghazal
ham ne bhii dasht-navardii to bahut kii 'shahzaad'
haath pahu.nchaa na kisii laala-e-sahraa.ii tak
Shahzad Ahmad
Ghazal
daaG-e-dil naqsh hai ik laala-e-sahraa.ii kaa
ye asaasa hai mirii baadiya-paimaa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
MORE MATCHES FOR "laala-e-sahraa.ii"
Ghazal
mujh ko har daaG pe dil ke ye gumaa.n hotaa hai
jaise ye daaG nahii.n laala-e-sahraa.ii hai
Iram Ansari
Ghazal
dil-e-KHuu.n-gashta ko jaa jaa ke dikhaa.e.n yaaro
shahr me.n kaam nahii.n laala-e-sahraa.ii kaa
Saleem Ahmed
Nazm
kaenat-e-zat ka musafir
ham-safar kaun hu.aa laala-e-sahraa.ii kaa
parda-e-raaz-e-azal chaak kiye jaataa hai
Ahmad Zafar
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Ghazal
dasht-e-vahshat me.n ba-juz-reg-e-ravaa.n ko.ii nahii.n
aaj kal shahr me.n hai laala-e-sahraa.ii bhii
Yusuf Zafar
Ghazal
ham-ra.ng-e-dil-e-pur-KHuu.n har laala-e-sahraa.ii
gesuu kii tarah muztar ab raat kii raanii hai
Bashir Badr
Ghazal
zaKHm hai.n laala-o-gul partav-e-sehn-e-gulshan
dekhiye dil kaa mire rashk-e-gulistaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
gulzaar me.n jo duur gul-e-laala-ra.ng ho
vo be-hijaabiyaa.n ho.n ki nargis bhii da.ng ho