SEARCH RESULTS
Showing search results for "lak"
Sher MATCHES FOR "lak"
Sher
naam ke saath ek do alfaaz kii dum chaahiye
sher phiikaa hii sahii lekin tarannum chaahiye
Haji Laq Laq
Sher
ban ke leader so rahe to zindagii kis kaam kii
amn qaa.em ho gayaa to leaderii kis kaam kii
Haji Laq Laq
Sher
Haji Laq Laq
Sher
saamne aGyaar ke be-parda aur mujh se hijaab
gulgulo.n se hai use parhez aur gu.D khaa.e hai
Haji Laq Laq
Sher
jha.Dtii hai.n un ke mu.nh se jo manzuum gaaliyaa.n
sun sun ke vaah vaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Haji Laq Laq
Sher
tiraa mariiz huu.n mai.n doctor kaa ghar na bataa
ye dard-e-ishq hai zaalim ko.ii buKHaar nahii.n
Haji Laq Laq
Sher
shaa.iro.n me.n ab kahaa.n achchhe bure kaa imtiyaaz
loud-speaker ne sab kaa bol-baalaa kar diyaa
Haji Laq Laq
Sher
ab bhii vo kah rahe hai.n ki mere buzurg ho
kuchh bhii hu.aa na shave karaane se faa.eda
Haji Laq Laq
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
Sher
mai.n sach kahuu.ngii magar phir bhii haar jaa.uu.ngii
vo jhuuT bolegaa aur laa-javaab kar degaa
Parveen Shakir
Sher
hazaar barq gire laakh aa.ndhiyaa.n uTThe.n
vo phuul khil ke rahe.nge jo khilne vaale hai.n
Sahir Ludhianvi
Sher
jahaa.n me.n hone ko ai dost yuu.n to sab hogaa
tire labo.n pe mire lab ho.n aisaa kab hogaa