SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar-e-baatil"
Sher MATCHES FOR "lashkar-e-baatil"
Sher
ai zaahido baatil se qasam khaa.o jo pahle
to tum se kahe.n ham haq o baatil kii haqiiqat
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
ho gayaa aa.ina-e-haal bhii gard-aaluuda
god me.n laasha-e-maazi ko liye baiThaa huu.n
Siraj Lakhnavi
Sher
ab imtiyaaz-e-zaahir-o-baatin bhii miT gayaa
dil chaak ho rahaa hai garebaa.n ke saath saath
Azeem Murtaza
Sher
ham apne zaahir o baatin kaa andaaza lagaa le.n
phir us ke saamne jaane kii tayyaarii kare.nge
Mohsin Asrar
Sher
Meer Kallu Arsh
Sher
Hafeez Jalandhari
Sher
Baqaullah 'Baqa'
Sher
Hatim Ali Mehr
Sher
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Sher
mai.n KHaanqaah-e-badan se udaas lauT aayaa
yahaa.n bhii chaahne vaalo.n me.n KHaak baTtii hai
Nomaan Shauque
Sher
saaf kyaa ho sohbat-e-zaahir se baatin kaa Gubaar
mu.nh nazar aataa nahii.n aa.iina-e-tasviir me.n
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sher
daulat-e-sar huu.n so har jiitne vaalaa lashkar
tasht me.n rakhtaa hai neze pe sajaataa hai mujhe
Irfan Siddiqi
Sher
itnii to mujh ko sair-e-chaman kii havas na thii
par dil kii bekalii se mai.n laachaar ho gayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kisii kii bazm-e-tarab me.n hayaat baTtii thii
umiid-vaaro.n me.n kal maut bhii nazar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Sher
Sahba Akhtar
Sher
suu-e-kalkatta jo ham ba-dil-e-diivaana chale
gungunaate hu.e ik shoKH kaa afsaana chale
Akhtar Shirani
Sher
Gam-e-maujuud Galat aur Gam-e-fardaa baatil
raahat ik KHvaab hai jis kii ko.ii taabiir nahii.n
Sahir Dehlavi
Sher
us lab-e-baam se ai sarsar-e-furqat tuu bataa
misl tinke ke miraa ye tan-e-laaGar phe.nkaa