SEARCH RESULTS
Showing search results for "lashkar-e-baatil"
Ghazal MATCHES FOR "lashkar-e-baatil"
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
saamne lashkar-e-baatil thaa hazaaro.n kaa magar
DaT ga.e haq ke liye bas the bahattar ham log
Kaukab Zaki
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bahut naazuk hai.n mere sarv qaamat teGzan logo
haziimat KHurdgii merii saf-e-lashkar pe likh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shikast khaa.e hu.e hauslo.n kaa lashkar huu.n
uThaa ke mujh ko saf-e-dushmanaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuyuur aa.e magar un kii cho.nch KHaalii thii
faraar ho gayaa lashkar se abraha meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
kavvo.n se laraztaa hai abaabiil kaa lashkar
shaahiin kii taqdiir me.n be-baal-o-parii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
zaat hii maz.har-e-me.aar-e-haq-o-baatil hai
vo Galat kahte hai.n ki zaat se kyaa hotaa hai
Akhtar Saeed
Ghazal
lashkar-e-qalb-e-saf-e-ushshaaq me.n hai GalGala
yakka-taaz-e-aah kuu.n kis ne kiyaa hai naa-rasiid
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ma.aal-e-hastii-e-baatil kii khi.nch ga.ii tasviir
jo dekhii ek shikasta mazaar kii suurat
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
KHatm is tarah nazaa-e-haq-o-baatil ho jaa.e
ik taraf dono.n jahaa.n ek taraf dil ho jaa.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye haq parastiyaa.n mirii marhuun-e-kufr hai.n
ye din to faiz-e-sohbat-e-baatil se aa.e hai.n
Aleem Usmani
Ghazal
ab to 'sarvar' 'ishq ne aazaad iimaa.n kar diyaa
laakh bahkaayaa kare farq-e-haq-o-baatil mujhe