SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-nosh"
Sher MATCHES FOR "mai-nosh"
Sher
lagaa.ii kis but-e-mai-nosh ne hai taak us par
subuu-ba-dosh hai saaqii jo aabla dil kaa
Shah Naseer
Sher
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Sher
kuchh daa.ere se ban ga.e sat.h-e-KHayaal par
jab ko.ii phuul saaGar-e-mai-nosh me.n giraa
Qateel Shifai
Sher
mohtasib ko bhii hidaayat karuu.n mai-noshii kii
vaa.izaa terii jagah gar sar-e-mimbar mai.n huu.n
Aagha Akbarabadi
Sher
kyaa musiibat hai ki jis din se chhuTii mai-noshii
dil jalaane ke liye roz ghaTaa aatii hai
Jaleel Manikpuri
Sher
mai-noshii haq ne daar-e-baqaa me.n bhii kii halaal
kahtaa hai shaiKH daar-e-fanaa me.n haraam hai
Mohammad Baqar Shams
Sher
rind-e-KHaraab-nosh kii be-adabii to dekhiye
niyyat-e-mai-kashii na kii haath me.n jaam le liyaa
Shakeel Badayuni
Sher
pii jaate hai.n zahr-e-Gam-e-hastii ho ki mai ho
ham saa bhii zamaane me.n balaa-nosh na hogaa
Anjum Rumani
Sher
mere Gam kii talKHiyo.n kaa is se kuchh andaaza kar
mujh ko mai-noshii se bhii inkaar hai tere baGair
Sher
mai.n ne noch ke phe.nkii.n jo shikne.n chaadar se
vo sab shikne.n duniyaa maathe par le aa.ii
Muzaffar Warsi
Sher
itnii tauhiin na kar merii balaa-noshii kii
saaqiyaa mujh ko na de maap ke paimaane se