SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-nosh"
Nazm MATCHES FOR "mai-nosh"
Nazm
numaish-e-aligarh
mai-e-zindagii jaam-e-mai-nosh me.n thii
vo kaif-e-masarrat, vo lamhaat-e-ra.ngii.n
Shakeel Badayuni
Nazm
aurat
zamzame kaa itr kaif-e-naGma lai kii puKHtagii
shorish-e-mai, laGzish-e-mai-nosh, josh-e-be-KHudii
Shaad Aarfi
Nazm
shri-krishn
madh-bhare nain se aa.nkhe.n na milaa.o 'kaifii'
log mash.huur na kar de.n tumhe.n mai-nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
faisla
dab gayaa talKH haqiiqat me.n nasha taa-ba-kamar
mai.n abhii aaKHirii mai-nosh huu.n maiKHaane me.n
Akhtarul Iman
Nazm
hamara punjab
jannat se bhii bartar hai ye punjab hamaaraa
mai-baar bhii mai-nosh bhii hai.n is kii ghaTaa.e.n
Qais Jalandhari
Nazm
barsat
hai dilaatii yaad mai-noshii fazaa barsaat kii
dil ba.Dhaa jaatii hai aa aa kar ghaTaa barsaat kii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
nargis-e-mastana
tuu saaqi-e-mai-KHaana hai mai.n rind-e-balaa-nosh
mere liye mai-KHaane ko paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
hum to majbur the is dil se
jaise rindadan-e-balaa-nosh jo mil baiThe.n baham
mai-kade me.n safar-e-jaam bapaa rahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh ka saman
shaad hai dil un kaa aur behad tarab-aaluud hai
rind-e-baada-nosh hai.n aur vaa dar-e-mai-KHaana hai
Chaudhary Kalika Prashad
Nazm
aatish-e-KHamosh
jibriil mire saath rahe roz-e-azal se
mai-KHaan-e-irfaa.n me.n shab-o-roz qadah-nosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
Darae gae shahron ke baatin
in dino.n me.n mai-noshii fe.al-e-suud lagtaa hai
aurato.n kii sohbat me.n dil bahut bahaltaa hai