SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashkuur"
Sher MATCHES FOR "mashkuur"
Sher
aa.nsuu aa.nsuu jis ne dariyaa paar kiye
qatra qatra aab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Sher
KHush na ho aa.n.su.o.n kii baarish par
barq hai chashm-e-tar ke pahluu me.n
Mashkoor Husain Yaad
Sher
naqaab uThaa.o to har shai ko paa.oge saalim
ye kaa.enaat ba-taur-e-hijaab TuuTtii hai
Mashkoor Husain Yaad
Sher
behtar hai ki ab KHud se judaa ho ke bhii dekhe.n
dariyaa me.n to dariyaa kaa havaala nahii.n miltaa
Mashkoor Husain Yaad
Sher
paa liyaa ahl-e-junuu.n ne phir shahaadat kaa maqaam
aql vaale maGfirat kii hii du.aa maa.ngaa kiye
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Sher
aalaa me.n to adnaa ke havaale hii havaale
adnaa hii me.n aalaa kaa havaala nahii.n miltaa
Mashkoor Husain Yaad
Sher
Mashkoor Husain Yaad
Sher
Makhmoor Dehlvi
Sher
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Sher
Makhmoor Dehlvi
Sher
Nushur Wahidi
Sher
ham ko kis ke Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kis ne to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Sher
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
haa.e vo vaqt ki jab be-piye mad-hoshii thii
haa.e ye vaqt ki ab pii ke bhii maKHmuur nahii.n