SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashkuur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mashkuur"
Sher
aa.nsuu aa.nsuu jis ne dariyaa paar kiye
qatra qatra aab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
thapkii de kar ham ko to 'mashkuur' yahaa.n
terii tamannaa roz sulaanii pa.Dtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
vo pal haraam ho gayaa 'mashkuur' ke liye
jis pal tasavvuraat me.n paayaa nahii.n tujhe
Mashkoor Mamnoon Qannauji
PAGE MATCHES FOR "mashkuur"
MORE MATCHES FOR "mashkuur"
Ghazal
use 'mashkuur' hai merii tamannaa
magar sab kii vo marzii chaahtii hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
ab to 'mashkuur' aisaa lagtaa hai
tere dil me.n kabhii nahii.n the ham
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
jis ko dekho KHvaab me.n uljhaa baiThaa hai
apne hii paayaab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
jin se 'mashkuur' sa.nbhaalaa na gayaa ghar apnaa
kaise phir un se bhalaa mulk sa.nbhaalaa jaa.e
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Sher
KHush na ho aa.n.su.o.n kii baarish par
barq hai chashm-e-tar ke pahluu me.n
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
labo.n ne sabr tahammul ko khaa liyaa 'mashkuur'
sitam tumhaaraa mirii KHaamoshii ko le Duubaa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Sher
naqaab uThaa.o to har shai ko paa.oge saalim
ye kaa.enaat ba-taur-e-hijaab TuuTtii hai
Mashkoor Husain Yaad
Sher
behtar hai ki ab KHud se judaa ho ke bhii dekhe.n
dariyaa me.n to dariyaa kaa havaala nahii.n miltaa
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
Barq Dehlvi
Ghazal
terii zamii.n kii KHaak me.n mil kar chale ga.e
jaane yahaa.n se kitne sikandar chale ga.e
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
ab ehtiyaat-pasandii hai sa.i-e-naa-mashkuur
mataa-e-zabt luTaa.o bahaar ke din hai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
'mashkuur' kii sadaa pe vo mu.D kar na aa sakaa
naaraaz ham se vo kabhii itnaa nahii.n hu.aa













