SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashriq"
Sher MATCHES FOR "mashriq"
Sher
Saeed Qais
Sher
maGrib mujhe khii.nche hai to roke mujhe mashriq
dhobii kaa vo kuttaa huu.n ki jo ghaaT na ghar kaa
Abdul Aziz Khalid
Sher
mai.n ne suuraj kii tarah KHud ko banaayaa jis din
dekhne aa.e.nge ye maGrib-o-mashriq mujh ko
Anjum Barabankvi
Sher
kaun sii jaa hai jahaa.n jalva-e-maashuuq nahii.n
shauq-e-diidaar agar hai to nazar paidaa kar
Ameer Minai
Sher
aashiq huu.n pa maashuuq-farebii hai miraa kaam
majnuu.n ko buraa kahtii hai lailaa mire aage
Mirza Ghalib
Sher
Safi Aurangabadi
Sher
kyuu.n vasl kii shab haath lagaane nahii.n dete
maashuuq ho yaa ko.ii amaanat ho kisii kii
Dagh Dehlvi
Sher
ik ham hai.n ki ham ne tumhe.n ma.ashuuq banaayaa
ik tum ho ki tum ne hame.n rakkhaa na kahii.n kaa
Muztar Khairabadi
Sher
kisii maashuuq kaa aashiq se KHafaa ho jaanaa
ruuh kaa jism se goyaa hai judaa ho jaanaa
Ahsan Marahravi
Sher
Hasrat Mohani
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Nooh Narvi
Sher
ma.ashuuq se bhii ham ne nibhaa.ii baraabarii
vaa.n lutf kam hu.aa to yahaa.n pyaar kam hu.aa
Momin Khan Momin
Sher
is vahm me.n vo 'daaG' ko marne nahii.n dete
maashuuq na mil jaa.e kahii.n zer-e-zamii.n aur
Dagh Dehlvi
Sher
kholaa darvaaza samajh kar mujh ko Gair
khaa ga.e dhokaa mirii aavaaz se
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
charKH ko kab ye saliiqa hai sitamgaarii me.n
ko.ii ma.ashuuq hai is parda-e-za.ngaarii me.n