SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashriq"
Nazm MATCHES FOR "mashriq"
Nazm
ai sharif insano
jang mashriq me.n ho ki maGrib me.n
amn-e-aalam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
khol aa.nkh zamii.n dekh falak dekh fazaa dekh!
mashriq se ubharte hu.e suuraj ko zaraa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
apni jang rahegi
maGrib ke chehre par yaaro apne KHuun kii laalii hai
lekin ab us ke suuraj kii naav Duubne vaalii hai
Habib Jalib
Nazm
KHuda jaanta hai
KHudaa kii ye baate.n KHudaa jaantaa hai
nikaltaa hai mashriq se kis tarah suuraj
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
KHatun-e-mashriq
muskuraa kar KHaaliq-e-arz-o-samaa ne dii nidaa
ai Gazaal-e-mashriqii aa taKHt ke nazdiik aa
Josh Malihabadi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ubhar rahe hai.n fazaa.o.n me.n ahmarii.n parcham
kinaare mashriq-o-maGrib ke milne vaale hai.n