SEARCH RESULTS
Showing search results for "masruuf-e-khairiyat"
Sher MATCHES FOR "masruuf-e-khairiyat"
Sher
Musavvir Sabzwari
Sher
zeb detaa hai use itnaa taGaaful mujh se
vo kahii.n aur bhii masruuf-e-vafaa hai shaayad
Noman Badr
Sher
vo paas aane na paa.e ki aa.ii maut kii nii.nd
nasiib so ga.e masruuf-e-KHvaab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Sher
masruuf-e-Gam hai.n kaun-o-makaa.n jaagte raho
KHvaabo.n se uTh rahaa hai dhu.aa.n jaagte raho
Khaleel Mamoon
Sher
rok saktaa hame.n zindaan-e-balaa kyaa 'majruuh'
ham to aavaaz hai.n diivaar se chhan jaate hai.n
Majrooh Sultanpuri
Sher
'majruuh' likh rahe hai.n vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hu.e hai.n gunahgaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Sher
fareb-e-saaqi-e-mahfil na puuchhiye 'majruuh'
sharaab ek hai badle hu.e hai.n paimaane
Majrooh Sultanpuri
Sher
sunaa haal-e-dil-e-'majruuh' shab ko
ko.ii hasrat sii hasrat thii bayaa.n me.n
Meer Mehdi Majrooh
Sher
sab lage us but ko sajda karne ai 'maaruuf' aah
kal jidhar maathe pe vo qashqa sidhaaraa khii.nch kar
Maroof Dehlvi
Sher
Maroof Dehlvi
Sher
masruur-o-mutma.in hai.n bahut taajiraan-e-vaqt
kyaa zindagii ke KHvaab bhii niilaam ho ga.e
Azmat Abdul Qayyum Khan
Sher
masaaf-e-ziist me.n vo ran pa.Daa hai aaj ke din
na mai.n tumhaarii tamannaa huu.n aur na tum mere
Mahmood Ayaz
Sher
ik bosa maa.ngtaa huu.n mai.n KHairaat-e-husn kii
do maal kii zakaat ki daulat ziyaada ho
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
tum ne kis kaifiyat me.n muKHaatab kiyaa
kaif detaa rahaa lafz-e-'tuu' der tak
Ambareen Haseeb ambar
Sher
ab dard me.n vo kaifiyat-e-dard nahii.n hai
aayaa huu.n jo us bazm-e-gul-afshaa.n se guzar ke