SEARCH RESULTS
Showing search results for "masruuf-e-khairiyat"
Ghazal MATCHES FOR "masruuf-e-khairiyat"
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ta.amiil-e-hukm-e-rab me.n hai.n masruuf raat-din
is vaaste ye shams-o-qamar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
masruuf-e-shukr-e-ne.mat-e-piir-e-muGaa.n rahuu.n
allaah mujh ko yuu.n hii pilaa.e jahaa.n rahuu.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
husn masruuf-e-tajalli-o-KHud-aaraa.ii hai
vo tamaasha hii nahii.n KHud bhii tamaashaa.ii hai
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
gardish hai zindagii mirii manzil-rasaa nahii.n
masruuf-e-kaar-koh-kan ik juu-e-shiir huu.n
Haqeer Jahani
Ghazal
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Ibrahim Noori
Ghazal
janaab-e-shaiKH bhii 'maKHmuur' shab ko rindo.n me.n
'ajiib haal se masruuf-e-va.az-o-pand rahe
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
masruuf-e-zikr-o-fikr ba-sad ijz-o-inkisaar
rab ke huzuur sar ko jhukaa.e hu.e badan
Rifat Al-Husaini
Ghazal
kaan dharte hii nahii.n vo baat par
kab se masruuf-e-sanaa-KHvaanii huu.n mai.n