SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaahib"
Sher MATCHES FOR "mazaahib"
Sher
ai mazaahib ke KHudaa terii mashiyyat jo bhii ho
ishq ko diigar KHudaa diigar mashiyyat chaahiye
Firaq Gorakhpuri
Sher
fasl KHizaa.n me.n baaG-e-mazaahib kii kii jo sair
hai har taraf bahaar gul-e-ja.afrii se aaj
Waliullah Muhib
Sher
ahvaal-e-mazaahib se ye saabit hu.aa ham ko
ik baat hai jis kaa ka.ii suurat se bayaa.n hai
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
maz.hab nahii.n sikhaataa aapas me.n bair rakhnaa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Sher
ham shaiKH na leader na musaahib na sahaafii
jo KHud nahii.n karte vo hidaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Maatam Fazl Mohammad
Sher
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Sher
har ek daur kaa maz.hab nayaa KHudaa laayaa
kare.n to ham bhii magar kis KHudaa kii baat kare.n
Sahir Ludhianvi
Sher
aate hai.n Gaib se ye mazaamii.n KHayaal me.n
'Gaalib' sariir-e-KHaama navaa-e-sarosh hai
Mirza Ghalib
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
apnii urdu to mohabbat kii zabaa.n thii pyaare
uff siyaasat ne use jo.D diyaa maz.hab se
Sada Ambalvi
Sher
maz.hab kii KHaraabii hai na aKHlaaq kii pastii
duniyaa ke masaa.ib kaa sabab aur hii kuchh hai