SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaahib"
Nazm MATCHES FOR "mazaahib"
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
peshvaayaan-e-mazaahib ko mile.ngii rishvate.n
Dho.ng tabliiG aur shuddhii kaa rachaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
tarah-e-nau
ibliis KHanda-zan hai mazaahib kii laash par
paiGambaraan-e-dahr kii paiGambarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
gandhi
yaksaa.n the kul mazaahib-e-aalam tere liye
har zii-hayaat se tujhe duniyaa me.n pyaar thaa
Dharmpal Aaqil
Nazm
mera watan
rang-o-nasl-o-mazaahib kaa a.alaa chaman
hind meraa vatan hind meraa vatan
Paikar Yazdani
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aawara
muflisii aur ye mazaahir hai.n nazar ke saamne
saik.Do.n sultaan-e-jaabir hai.n nazar ke saamne
Asrarul Haq Majaz
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-hindi
maz.hab nahii.n sikhaataa aapas me.n bair rakhnaa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
is Dha.ng par hai zor to ye Dha.ng hii sahii
zaalim kii ko.ii zaat na maz.hab na ko.ii qaum
Sahir Ludhianvi
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
achchhaa hai abhii tak teraa kuchh naam nahii.n hai
tujh ko kisii maz.hab se ko.ii kaam nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
mai.n KHud ko maut ke haatho.n me.n sau.np saktaa huu.n
magar ye baar-e-masaa.ib uThaa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
turk-e-KHargaahii ho yaa aaraabii-e-vaalaa-guhar
nasl agar muslim kii maz.hab par muqaddam ho ga.ii
Allama Iqbal
Nazm
26 january
maz.hab kaa rog aaj bhii kyuu.n laa-'ilaaj hai
vo nusKHa-haa-e-naadir-o-naayaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
zohd aur rindi
samjhaa hai ki hai raag ibaadaat me.n daaKHil
maqsuud hai maz.hab kii magar KHaak u.Daanii
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
ik daftar-e-mazaalim-e-charKH-e-kuhan khulaa
vaa thaa dahaan-e-zaKHm ki baab-e-suKHan khulaa