SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.nh-phat"
Sher MATCHES FOR "mu.nh-phat"
Sher
Aqeel Abbas
Sher
jab mai.n kachchaa phal thaa to mahfuuz thaa mai.n
ab jo pakaa to mujh pe nishaana lagtaa hai
Yusuf Jamal
Sher
Waliullah Muhib
Sher
Syed Muhammad Waqi
Sher
saa.ns letaa huu.n ki pat-jha.D sii lagii hai mujh me.n
vaqt se TuuT rahe hai.n mire bandhan jaise
Muzaffar Warsi
Sher
haath mere bhuul baiThe dastake.n dene kaa fan
band mujh par jab se us ke ghar kaa darvaaza hu.aa
Parveen Shakir
Sher
tiraa firaaq to rizq-e-halaal hai mujh ko
ye phal paraa.e shajar se utaaraa tho.Dii hai
Jamal Ehsani
Sher
gayaa thaa maa.ngne KHushbuu mai.n phuul se lekin
phaTe libaas me.n vo bhii gadaa lagaa mujh ko
Aanis Moin
Sher
Nasir Shahzad
Sher
tujh ko manzuur nahii.n mujh ko hai ab bhii manzuur
merii qurbat mire bose mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Sher
jis ne yaaro mujh se da.avaa sher ke fan kaa kiyaa
mai.n ne le kar us ke kaaGaz aur qalam aage dharaa
Insha Allah Khan Insha
Sher
kyaa firaaq o faiz se lenaa thaa mujh ko ai 'na.iim'
mere aage fikr-o-fan ke kuchh na.e aadaab the