SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiqiin"
Sher MATCHES FOR "munaafiqiin"
Sher
duniyaa ke qaafile me.n ravaana hai.n is liye
ham bhii munaafiqiin kii pahchaan kar sake.n
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
Ahmad Fareed
Sher
kis darja munaafiq hai.n sab ahl-e-havas 'saaqib'
andar se to patthar hai.n aur lagte hai.n paanii se
Asif Saqib
Sher
harf jaise ho ga.e saare munaafiq ek dam
kaun se lafzo.n me.n samjhaa.uu.n tumhe.n dil kaa payaam
Farhat Shahzad
Sher
tum maslahat kaho yaa munaafiq kaho mujhe
dil me.n magar Gubaar bahut der tak rahaa
KHalid Malik Sahil
Sher
mai.n paa.nv dho ke piyuu.n yaar ban ke jo aa.e
munaafiqo.n ko to mai.n mu.nh lagaane vaalaa nahii.n