SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaafiqiin"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "munaafiqiin"
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
vo mujh se kahtaa hai phuulo.n se ehtiyaat karo
miraa vo dost bhii mere munaafiqiin me.n hai
Hosh Jaunpuri
Ghazal
ye dost dost nahii.n hai.n ye dil ke kaale log
munaafiqiin hame.n aazmaanaa chaahte hai.n
Bushra Bakhtiyar Khan
Ghazal
hamaare naam se nafrat munaafiqiin ko hai
hamaaraa naam baGaavat ko aam kartaa hai
Rana Abdurrab
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "munaafiqiin"
Ghazal
munaafiqiin se azlaam se muqaabla hai
madiine vaale hai.n aur shaam se muqaabla hai
Iftikhar Haidar
Salam
munaafiqiin me.n ab meraa dil nahii.n lagtaa
mai.n aa rahaa huu.n mujhe baazu.o.n me.n thaam husain
Farhat Ehsas
Ghazal
mirii sarisht hai logo.n se ha.ns ke mil lenaa
munaafiqiin ko vaise to mu.nh lagaanaa nahii.n
Shaiq Saeedi
Ghazal
aGyaar tang-dil hai.n to apne munaafiqiin
meraa bhii haal zaar hai urdu zabaan saa
Abdullah Khalid
Sher
duniyaa ke qaafile me.n ravaana hai.n is liye
ham bhii munaafiqiin kii pahchaan kar sake.n
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
mai.n aastiin me.n palte hu.o.n ko jaantaa huu.n
so dushmano.n me.n samajh le.n munaafiqiin mujhe
Danish Hayat
Ghazal
milaa hai mujh ko ishaara udhar kaa jis din se
munaafiqiin kaa jiinaa muhaal mai.n ne kiyaa
Haneef Najmi
Ghazal
zabaa.n pe phuul magar dil me.n kufr ho jin ke
hamaaraa vaasta kyaa un munaafiqiin ke saath
Shahzad Mughal Ajmi
Qita
muKHaalifiin kaa mai.n ehtiraam kartaa huu.n
munaafiqiin ko rasmii salaam kartaa huu.n
Arshad Nadeem Arshad
Ghazal
KHush aa.e tujhe shahr-e-munaafiq kii amiirii
ham logo.n ko sach kahne kii aadat bhii bahut thii
Parveen Shakir
Ghazal
duniyaa me.n 'qatiil' us saa munaafiq nahii.n ko.ii
jo zulm to sahtaa hai baGaavat nahii.n kartaa
