SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntashar"
Sher MATCHES FOR "muntashar"
Sher
Allama Iqbal
Sher
mere havaas ishq me.n kyaa kam hai.n muntashir
majnuu.n kaa naam ho gayaa qismat kii baat hai
Akbar Allahabadi
Sher
Rajinder Manchanda Bani
Sher
mohabbat apne liye jin ko muntaKHab kar le
vo log mar ke bhii marte nahii.n mohabbat me.n
Saleem Kausar
Sher
vahaa.n jo log anaa.Dii hai.n vaqt kaaTte hai.n
yahaa.n bhii kuchh mutashaa.er dimaaG chaaTte hai.n
Dilawar Figar
Sher
ra.ngo.n se na rakhiye kisii suurat kii tavaqqo
vo KHuun kaa qatra hai jo shahkaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Sher
chaahe ab aap bhii mujhe aaseb hii kahe.n
KHud muntaKHab kyaa hai ye uj.Daa hu.aa makaa.n
Shahzad Ahmad
Sher
gul hii kabhii to muntaKHab-e-rozgaar thaa
KHaaro.n pe ab to aayaa hai mausam bahaar kaa