SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntashar"
Ghazal MATCHES FOR "muntashar"
Ghazal
sub.h tak ham raat kaa zaad-e-safar ho jaa.e.nge
tujh se ham-aaGosh ho kar muntashar ho jaa.e.nge
Fuzail Jafri
Ghazal
the muntashar azal me.n jo zarraat-e-kuu-e-dost
insaan ban ke aalam-e-imkaa.n me.n aa ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
zindagii tartiib to detii rahii mujh ko 'nasiim'
apnaa shiiraaza magar KHud muntashar mai.n ne kiyaa
Naseem Sahar
Ghazal
hisaar-e-zaat ke zindaan-e-be-amaa.n kii KHair
Gubaar-e-raah kii suurat hii muntashar kar de
Wakil Akhtar
Ghazal
har ek mo.D pe dil ne tujhe talaash kiyaa
kisii bhii lamhe tamannaa ye muntashar na hu.ii
Khalish Dehlvi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
Ateequllah
Ghazal
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
nafas nafas hai zindagii kaa kaarobaar muntashar
divaaliya hu.e ki jab se aa.e is jahaa.n me.n ham
Aleem Afsar
Ghazal
naa-puKHtagii-e-shauq ke aalam me.n ai 'nazar'
jo markaz-e-KHayaal banaa muntashar hu.aa
Jamil Nazar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
hai zehn zindagii ke masaa.il se muntashir
aur dil kisii ke ishq me.n betaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
muntashir kar ke zamaano.n ko kha.ngaalaa jaa.e
tab kahii.n jaa ke mire KHvaab ikaTThe ho.nge
Umair Najmi
Ghazal
ik chashm-e-muntazar hai ki dekhe hai kab se raah
jo.n zaKHm terii duurii me.n naasuur ho gayaa