SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushaaheda"
Sher MATCHES FOR "mushaaheda"
Sher
har-chand ho mushaahida-e-haq kii guftuguu
bantii nahii.n hai baada-o-saaGar kahe baGair
Mirza Ghalib
Sher
payambaro.n ne kahaa thaa ki jhuuT haaregaa
magar ye dekhiye apnaa mushaahida kyaa hai
Hasan Naim
Sher
Popular Meeruthi
Sher
tumhii.n bataa.o gale-baaz shaa.ero.n ke baGair
agar hu.aa bhii to kaisaa mushaa.era hogaa
Popular Meeruthi
Sher
jo bad-nasiibii se kal ko mulaazmat na rahii
shikam kaa apne sahaaraa mushaa.era hogaa