SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushaaheda"
Ghazal MATCHES FOR "mushaaheda"
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
'vasiim' sub.h kii tanhaa.i-e-safar socho
mushaa.era to chalo raat bhar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
har chand ho mushaahida-e-haq kii guftuguu
bantii nahii.n hai baada-o-saaGar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mushaahid jamaal-e-parii kii thii aa.nkhe.n
makaan-e-visaal ik tilismii makaa.n thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
rose mushaahid rahte the ham shaam talak
phir suuraj kaa maathaa chuumaa karte the
Nivesh Sahu
Ghazal
jamii hai gard siyaasat kii jin ke zehno.n par
mushaa.era bhii adab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
is zindagii se ham ko na duniyaa milii na dii.n
taqdiir kaa mushaahida karte guzar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
bahaar kaun sii tujh me.n jamaal-e-yaar na thii
mushaahida thaa tiraa sair-e-laala-zaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
mirii nazar miraa apnaa mushaahida hai kahaa.n
jo musta.aar nahii.n hai vo zaaviya hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
sivaa.e ahl-e-suKHan ho mushaahida kis ko
nihaa.n hai shaahid-e-ma.anii suKHan ke parde me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aa.iina le ke kiijiye itnaa mushaahida
ham se suluuk-e-sharm-o-hayaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
muraaqabe me.n hai kyaa kyaa mushaahida ai shaiKH
baGair us ke nazar me.n asar nahii.n aataa
Safi Aurangabadi
Ghazal
aasaa.n nahii.n mushaahida-e-shaahid-e-jamaal
nazro.n se khulne vaalaa ye band-e-qabaa nahii.n