SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutakallim"
Sher MATCHES FOR "mutakallim"
Sher
vaaraa-e-farra-e-farha.ng dekho ra.ng-e-suKHan
abul-kalaam nahii.n mai.n abul-ma.aanii huu.n
Abdul Aziz Khalid
Sher
masjid vahshat me.n pa.Dhtaa hai taraaviih-e-junuu.n
mus.haf husn-e-parii-ruKHsaar jis kuu.n yaad hai
Siraj Aurangabadi
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
sham.a se chaa.nd sivaa chaa.nd se KHurshiid sivaa
aur in sab se sivaa hai ruKH-e-anvar teraa
Jaleel Manikpuri
Sher
ka.abe ko dil kii ziyaarat ke liye jaataa huu.n
aastaana hai haram mere sanam-KHaane kaa
Fani Badayuni
Sher
kyuu.n sakiina aur zainab is qadar KHaamosh hai.n
duur tak sahraa me.n dekho KHaamushii hai karbalaa
Nuzhat Abbasi
Sher
furaat-e-chashm pe hai karbalaa kii tuGyaanii
daruun-e-kuufa-e-dil iid karne aayaa huu.n
Tafzeel Ahmad
Sher
ammaame ko utaar ke pa.Dhiyo namaaz shaiKH
sajde se varna sar ko uThaayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
Sher
muvaafaqat kare kyuu.n mai-kasho.n satii zaahid
idhar sharaab udhar masjid-o-musallaa hai
Siraj Aurangabadi
Sher
KHvaab jab se ik hasiina ke nazar aane lage
maulvii saahab bhii beauty parlour jaane lage
Masroor Shahjahanpuri
Sher
Ishq Aurangabadi
Sher
aa.e hai.n baada-KHaane me.n kuchh maulvii bhii aaj
vo bhii uThaa.e.n jaam abhii zer-e-Gaur hai
Jauhar Siwani
Sher
mehraab-e-aabruu-e-but-e-kaafir-adaa ko dekh
ka.aba kaa shaiKH baa.ndh ke ehraam rah gayaa