SEARCH RESULTS
Showing search results for "naasiya"
Sher MATCHES FOR "naasiya"
Sher
tamaam raat nahaayaa thaa shahr baarish me.n
vo rang utar hii ga.e jo utarne vaale the
Jamal Ehsani
Sher
Dushyant Kumar
Sher
ye bad-nasiibii nahii.n hai to aur phir kyaa hai
safar akele kiyaa ham-safar ke hote hu.e
Haseeb Soz
Sher
kis qadar bad-naamiyaa.n hai.n mere saath
kyaa bataa.uu.n kis qadar tanhaa huu.n mai.n
Anwar Shuoor
Sher
tum bahr-e-mohabbat ke kinaare pe kha.De the
tum ne mirii aa.nkho.n me.n samundar nahii.n dekhaa
Azhar Naiyyar
Sher
Mehshar Afridi
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Ahmad Faraz
Sher
ba-vaqt-e-shaam samundar me.n gir gayaa suuraj
tamaam din kii thakan se niDhaal aisaa thaa
Azhar Naiyyar
Sher
Rajesh Reddy
Sher
to.D kar ahd-e-karam naa-aashnaa ho jaa.iye
banda-parvar jaa.iye achchhaa KHafaa ho jaa.iye
Hasrat Mohani
Sher
Aisha Ayub
Sher
mujh ko to dekh lene se matlab hai naasehaa
bad-KHuu agar hai yaar to ho KHuub-ruu to hai
Akbar Allahabadi
Sher
ajab hairat hai akasr dekhtaa hai mere chehre ko
ye kis naa-aashnaa kaa aa.ine me.n aks rahtaa hai
Azhar Naqvi
Sher
ka.ii naa-aashnaa chehre hijaabo.n se nikal aa.e
na.e kirdaar maazii kii kitaabo.n se nikal aa.e