SEARCH RESULTS
Showing search results for "naasiya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naasiya"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
miT jaa.egaa sar gar tiraa patthar na ghisegaa
huu.n dar pe tire naasiya-farsaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
har mahiine me.n jo ye badr se hotaa hai hilaal
aastaa.n par tire mah naasiya saa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
dhar paa.nv aastaa.n pe ki is aarzuu me.n aah
kii hai kisii ne naasiya-saa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Naat
hai mere liye to yahii me.araaj-e-ibaadat
haasil hai mujhe naasiya-saa.ii tire dar kii
Peer Nasiruddin Shah Naseer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naasiya"
Ghazal
sar miraa kaaT ke dahliiz par apnii rakh do
shauq baaqii hai abhii naasiya-farsaa.ii kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
har aastaa.n pe naasiya farsaa hai.n aaj vo
jo kal na kar sake the teraa intizaar bhii
Ada Jafarey
Ghazal
detii hai maza naasiya-saa.ii tire dar par
ik sajda jo kartaa huu.n to kahtii hai jabii.n aur
Jaleel Manikpuri
Ghazal
zeb us ko ye aashob-e-gadaa.ii nahii.n detaa
dil mashvara-e-naasiya-saa.ii nahii.n detaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
ik tuu hii nahii.n naasiya-farsaa mire aage
har shaKHs hai mahruum-e-tamannaa mire aage
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Naat
Jagan Nath Azad
Ghazal
phir usii kaafir be-mehr ke dar par 'faanii'
le chalaa shauq mujhe naasiya-farsaa.ii kaa
Fani Badayuni
Nazm
urdu
peT bharne ke liye ye naasiya-saa.ii na thii
aur abhii tasviir-e-jaanaa.n ham ne banvaa.ii na thii
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
mujh ko le jaa ke dar-e-yaar pe qaasid ne kahaa
KHaama-farsaa.ii na kar naasiya-farsaa.ii kar