SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahr"
Sher MATCHES FOR "nahr"
Sher
ham mai-kasho.n ko Dar nahii.n marne kaa mohtasib
firdaus me.n bhii sunte hai.n nahr-e-sharaab hai
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
ham to sahraa hu.e jaate the ki us ne aa kar
shahr aabaad kiyaa nahr-e-sabaa jaarii kii
Irfan Siddiqi
Sher
Ibn۔e۔Insha
Sher
jahaa.n jahaa.n bhii hai nahr-e-furaat kaa imkaa.n
vahii.n yaziid kaa lashkar dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Sher
gar aag mai-kasho.n kii sazaa hai to yaa KHudaa
dozaKH me.n ek nahr bahaa de sharaab kii
Unknown
Sher
yuu.n chashm-e-tar se chehre par aa.nsuu hu.e ravaa.n
dariyaa se jaise laave ko.ii nahr kaaT kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Ahmad Ata
Sher
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
Saleem Kausar
Sher
kafan ai gard-e-lahad dekh na mailaa ho jaa.e
aaj hii ham ne ye kap.De hai.n nahaa ke badle
Fani Badayuni
Sher
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Sher
KHizaa.n kaa bhes banaa kar bahaar ne maaraa
mujhe do-ra.ngii-e-lail-o-nahaar ne maaraa
Arzoo Lakhnavi
Sher
vo nahaa kar zulf-e-pechaa.n ko jo bikhraane lage
husn ke dariyaa me.n pinhaa.n saa.np lahraane lage
Shad Lakhnavi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
na vo rindaan-e-KHush-auqaat na vo bazm-e-vafaa
ishrat-e-baada-e-gulfaam kise nazr karuu.n