SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahr"
Ghazal MATCHES FOR "nahr"
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
ashk-e-ravaa.n kii nahr hai aur ham hai.n dosto
us bevafaa kaa shahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ab jo chamkaa hai ye KHanjar to KHayaal aataa hai
tujh ko dekhaa ho kabhii nahr kinaare jaise
Irfan Siddiqi
Ghazal
campus kii nahr par hai tiraa haath haath me.n
mausam bhii laa-zavaal hai aur chaa.nd-raat hai
Wasi Shah
Ghazal
campus kii nahr par hai tiraa haath haath me.n
mausam bhii laa-zavaal hai aur chaa.nd raat hai
Wasi Shah
Ghazal
jahaa.n jahaa.n bhii hai nahr-e-furaat kaa imkaa.n
vahii.n yaziid kaa lashkar dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
ashko.n kii ek nahr thii jo KHushk ho ga.ii
kyuu.nkar miTaa.uu.n dil se tire Gam kii chhaap ko
Shakeb Jalali
Ghazal
ek chulluu se bhare ghar kaa bhalaa kyaa hogaa
ham ko bhii nahr se pyaasaa palaT aanaa achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
duudh kii nahr nikaalii hai Gamo.n se ham ne
ham bataa sakte hai.n kyaa koh-kanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
hai kaun kis kii zaat ke andar likhe.nge ham
nahr-e-ravaa.n ko pyaas kaa manzar likhe.nge ham
Ameer Imam
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
be-aab o be-giyaah hai ye dil kaa dasht bhii
ik nahr aa.nsu.o.n kii yahaa.n bhii bahaa.ii jaa.e