SEARCH RESULTS
Showing search results for "namuuna-e-tauq-e-guluu"
Sher MATCHES FOR "namuuna-e-tauq-e-guluu"
Sher
Ibn-e-Insha
Sher
tauq-e-badan utaar ke phe.nkaa zamii.n se duur
duniyaa ke saath chalne se inkaar kar diyaa
Nomaan Shauque
Sher
hai zeb-e-guluu kab se mire daar kaa phandaa
mujrim huu.n agar mai.n to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Kaleem Usmani
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ik mauj-e-KHuun-e-KHalq thii kis kii jabii.n pe thii
ik tauq-e-fard-e-jurm thaa kis ke gale me.n thaa
Mustafa Zaidi
Sher
bhii.D me.n zamaane kii ham sadaa akele the
vo bhii duur hai kitnaa jo rag-e-guluu me.n hai
Jami Rudaulvi
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
jo baar-e-dosh rahaa sar vo kab thaa shoriida
bahaa na jis se lahuu vo rag-e-guluu kyaa thii
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sher
Shah Naseer
Sher
hai guluu-giir bahut raat kii pahnaa.ii bhii
teraa Gam bhii hai mujhe aur Gam-e-tanhaa.ii bhii
Yusuf Zafar
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
Abhinandan Pandey
Sher
ab shiisha-e-saa.at kii tarah KHushkii ke baa.is
girya kii jagah ret nikaltii hai guluu se
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
barahman shaiKH ko kar de nigaah-e-naaz us but kii
guluu-e-zohd me.n taar-e-nazar zunnaar ban jaa.e
Habeeb Moosavi
Sher
Guncha o gul maah o anjum sab ke sab bekaar the
aap kyaa aa.e ki phir mausam suhaanaa aa gayaa
Asad Bhopali
Sher
kal qaafila-e-nik.hat-e-gul hogaa ravaana
mat chho.Diyo tuu saath nasiim-e-saharii kaa