SEARCH RESULTS
Showing search results for "namuuna-e-tauq-e-guluu"
Ghazal MATCHES FOR "namuuna-e-tauq-e-guluu"
Ghazal
tujh zulf ke KHayaal sii.n kyuu.nkar nikal sakuu.n
har pech-o-KHam namuuna-e-tauq-e-guluu hu.aa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
chhuuTtaa iid ke din bhii na giraftaaro.n ko
suurat-e-tauq-e-guluu-giir gale mil jaataa
Shad Lakhnavi
Ghazal
tauq-e-guluu-e-dil hai zulf-e-sanam kaa har KHam
mash.huur ye masal hai yak sar hazaar saudaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
gardan me.n rahaa tauq-e-guluu-giir hamesha
aur paa.nv me.n diivaane ke zanjiir hamesha
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
junuun-e-ishq me.n rahnaa thaa imtiyaaz na kuchh
chakor tauq-e-guluu mah kaa haala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aa.iin-e-vafaa tauq-e-guluu-giir se puuchho
tamkiin-e-junuu.n paa.nv kii zanjiir se puuchho
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
gale se jis tarah tauq-e-guluu ko mere ulfat hai
rahegaa paa.nv se bhii silsila qaa.em salaasil kaa
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
hai vaj.h-e-kaj-kulaahii tauq-e-guluu hamaaraa
zanjiir-e-paa ko apnii talvaar kar liyaa hai
Ameer Imam
Ghazal
sadaa-e-dil ko tah-e-dil me.n qaid kar ke rakhaa
rahaa hai tauq-e-guluu shauq-e-aafiyat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
dast-e-daraaz apne ko tauq-e-guluu miraa
tuu ek dam to ai KHam-e-shamshiir-e-vasl kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
masiil-e-sail-e-ravaa.n dasht-o-juu me.n guzrii hai
hayaat hijr ke tauq-e-guluu me.n guzrii hai
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz